
Gajendra Verma
Singer


Tera Hi Rahun Lyrics (Singles): The song is sung by Gajendra Verma, composed by Gajendra Verma and lyrics are written by Gajendra Verma Movie: Singles Singer: Gajendra Verma Music: Gajendra Verma Lyrics: Gajendra Verma Lyrics of: Tera Hi Rahun Main tera hi rahun Tu meri hi rahe Na ho yeh faasle ooh meri jaana Kahin bhi tu rahe Kahin bhi main rahun Na toote yeh hausle saath nibhana Mill gaya mill gaya mera jahaan Ho gaya ho gaya tu jo mera Mohabbat ke safar Ka raahi umr bhar Main ban jaunga agar tu ho rasta Siyahi se waqt ki dilon ke fart par Likhte jaayenge apni daastan ooh... Mill gaya mill gaya mera jahaan.. (mera jahaan) Ho gaya ho gaya tu jo mera.. (tu jo mera) Aa.. Mill gaya mill gaya mera jahaan... Ho gaya ho gaya tu jo mera... Tu suraj ki dhoop hai Main sardi ki hoon subah Mere har ek marz ki tu hai dawa Main jab bhi dekh loon Tujhe kareeb se Lage ke mill gaya hai mera khuda Tu pura chand hai Main sagar ki lehar.. Koi toofan uthe Chhu lun tujhe agar Aa lag ja tu gale Rahe na koi kasar Main bhi kuch sawar jaaunga Hoga tera asar Ho... Mill gaya mill gaya mera jahaan... (mera jahaan) Ho gaya ho gaya tu jo mera... (X2)
Download subtitle files for this content
No subtitle files available for this title.

Gajendra Verma
Singer