
Ali Azmat
Singer


Ye Jism Hai To Kya from "Jism 2" sang by Ali Azmat Song: Yeh Jism Hai Toh Kya Singer: Ali Azmat Movie: Jism 2 Composed By: Arko Pravo Mukherjee Lyricist: Arko Pravo Mukherjee and Munish Makhija Music Label: T-Series #yejism #aliamzat #lyrics LYRICS: Yeh jism hai toh kya- Yeh rooh ka libaas hai Yeh dard hai toh kya- Yeh ishq ki talaash hai Fanaa kiya mujhe Yeh chaahne ki aas ne Tarah Tarah shikast hi hua Fiza hai kya teri- Dil-o-jahaan tabaah kiya! Saazaa bhi kya teri- Wafa ko bewafa kiya! Waah re, zindagi se Yun mujhe juda kiya! Kahaan kahaan phirun main dhoondta Razaa hai kya teri- Dil-o-jahaan tabaah kiya! Saazaa bhi kya teri- Wafa ko bewafa kiya! Dubara zindagi se Yun mujhe juda kiya! Kahaan kahaan phirun main dhoondta Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai Wahaan jahaan tujhi pe khatm aas hai Wahin shuru, wahin pe daafn jaan hai My Poetry Channel: https://m.youtube.com/channel/UCMEF0pDtrJxNz9_b-hjUYig
Download subtitle files for this content
No subtitle files available for this title.

Ali Azmat
Singer